Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question sir mera sawal ha k islam me sharam ghah k bal cut kerny ka kiya hukam hai? i mean k kahan sy ly ker kahan tak cut kerny chahiyee,,, orr esy mukaamat jahan sy bal cut kerny per baad ma takleef ho or bechani ho to iss k bary ma kiya hukam ha? 
Answer Riwayat ki roshni mai mustahabb hai. (Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23). Or shram-gaah ke ird-gird wo baal jo dosre baaloo se jaldi nikalte hain sharam-gaah ke baal shumaar hote hain. (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.