Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mein khudlazzati ki adadt mein mubtila hn kya isse shadi ki life pe koi asr hoga ya shadi k baad maa bannay pr? or meine periods mein b khud lazzati ki to kya iska koi nuksan hoga ainda prgnent hone pr? 
Answer Ye haraam o guhnaah e kabera main se hai.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009). Ap shadi kar lain Q k islam yehi kehta hai jo Insaan shadi na krne ki waja se Haram kamon men mubtala ho jaye us k liye wajib hai wo shadi krle.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 2407).Lehaza Rasool Allah (s.a.w) se marvi Hadees ke mutabiq Sura e Talaaq (Sura no 65) ki tilawat karte howe Allah Gafoor o Raheem ki Baargaah e Muqaddasa main sache dil se toba o istigfaar karain. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.