Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Islam mien mohabbet ki shadi jaiz hai ya nahi ager larka aur larki apis mien aik dusry ko dil o jaan say pasand karty hon aur gher waly na manty hon to phir kia karna chahiye? Jb k haqieqet yai hai k hum donon aik dusry k bina nahi rah sakty hamien koi rasta bataien 
Answer Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai . (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) Kunwari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342) surah yaaseen ki tilawat kiya kare is me 10 barkate hai (us me se aik ye hai k ) jin ki shadi nahe hoi hai wo shadi shuda ho jaay ghe. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 18). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.