Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mara sawal hai k mubashrat k bad kitni jaldi ghusal karna chahy yan phir subha uth kar ghusal karna theek hai ? 
Answer Ghusl e janabat wajib namaz parhney k lie aur aisi dosri ibadat k lie wajib hota(ghusl k baghair srif wuzu kar k namaz nahi perh sakte. Lakin namaz e miyyit , sijda e sahw , sijda e shukr aur quran majeed k wajib sajdoon k lie ghusl e janabat zarari nahi he. (Ref: sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah#344 , 356) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.