Answer |
Agar wo aurat bay shohar ho aur Iddat main na ho to aisi aurat kay saath zina karnay kay baad agar us say shadi karnay ka irada kiya hay to Aihtiyat-e-Wajib ki bina par is aurat kay tauba karnay say pehlay is say shadi nahi kar sakta.Ref:Tauzeehul Masail A.Sistani Masala No.2359. .Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |