Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kya ladkiyon ko bleaching ya waxing karna jayaz hai ? kya unko hath ya pair par se waxing karke baal nikalna jayaz hai ? aur chehre ke baal ke liye wo bleaching karte hai kya wo bhi jayz hai ? with references 
Answer There is no problem as long as it does not lead to serious bodily harm.( E-mail Rcvd From A.Sistani(d.b), dated:Mar 13, 2012) 1-Translate: Is kaam{bleaching / waxing} main koe haraj nahi hay jab tak is amal se koe bohot hi shaded jismani nuqsaan nah pohnchay.( E-mail Rcvd From A.Sistani(d.b), dated:Mar 13, 2012) 2-Cheray k baal saaf kerne or abroon ko sedha kerne se chehray ko zahir kerna mana nahi hojata hay,is shart k saath k haram kaam main mutila nah ho or cheray ko zahirr kerne ka maqsad bhi ye nah ho k os par na-mehram merd ki nazar perhay.( Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Jadeed fiqhi masa,il, maslah#524).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.