Answer |
Allah ki ubudiyat k mafoom per mustamil asmaa(naam) (maslan abdur rehman) k mutabiq naam rakhna mustahab hai. Baqi ambiya karam ,hazrat ali (a.s) , hazrat hasan(a.s) , hazrat hussain(a.s) , hazrat jafar tiyar ,talib ,hamza , aur hazrat Fatima (a.s) k asma k mutabiq naam rakhna mustahabb hai aur islam aur ahle bait (a.s) k dusmano k naam k mutabiq naam rakhna makroo hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 573 pg # 287) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |