Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question 1 main ye pochna chahta hon ke main hand practice bahut karta hon jub koe khalt pic daikhta hon tu reh nahi pata kya es se koe masla tu nahi ho ga kya ye jaiz ha mere abe shade nahi hoe. 2 muje apne bahbhi se pyar hone laga kya bahbhi se pyar jaiz ha pyar ke had tak larka larke wala pyar 
Answer 1-Istimna(Masturbation) haram hai.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded faqhi masayl masla # 462 ). 2-Fehesh manaazir(sexy movie/ picture) lazzat ki nigaah say daikhna haraam hain or ehtiyaat e wajib ki bina par lazzat k baghair bhi daikhna haram hain. (Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded fiqhi masail, maslah #492-3). 3- jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. ( kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). 4-jo shaks shadi nah kerne ki wajah se haram kaam main mubtila hota ho os par wajib hay k shadi karay.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2407). 5-First of all you must repent and pray to Almighty Allah (swt) for forgiveness and promise yourself not to do that sin again and always remember that Allah (swt) is looking at you and by doing that sin you do obey devil and disobey Allah(swt). Also try to engage in some useful activities such as sport reading ..etc and avoid anything that may arise your sexual desire. Also if you cannot control yourself then you must get married.(E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010) Translate: sub se shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or this gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah kin a-fermani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon tab aap k liay zarori hay k shadi karain. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.