Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Aslam o alaicom ! Sir ! Maine apko 2 3 mrtba pehle bi msg kye the. K mjhe mshaqt zni ki adat hy akher m ap n yhe btaya tha k sorh mzamil parhu 41 dn tmhari shadi ho jy ge. Mre pepar ho rahe the. Maine abi 4 5 din he parhe ho ge k mjhe mre 2st ki behn n mjhe msg kia k main ap c mhbt krti hun. Maine jaldi c kaha ap c shadi krna chahta hun. Us n kaha m bi. Ab mjhe ek to lgta hy kbi k woh mre 7 frad kr rhe hy r kbi lgta hy nhen. Barhal ab kia m us lrki c shadi kr lun. R maine srf apni behn ko btaya hy js n fil hal tk mri ek behn ko btaya hy k maine lrkyon c glt rshta jor rkha hy. Ab agr yhe bt waldain tk pahunch gai to ap behtar smjh skte hyn. Ab msla yh hy k main ab ami abu ko to keh n skta . Ab m kia krun. ( kch mjboryon ki wja c maine wzifa bi parhna chor dia hy. Bmuskil nimaz hoti hy ab ) . Ab main kia krun khud bi to waldain ko bahen bhaiyon ko n keh skta k mri shadi kro q k abi m parh rha hu. Ab ap yeh btayn k kia yh lrki mre lye sahe hy r kch aysa btayn k mra nam bi na ay r meri shadi bi ho jay. Alah hafiz 
Answer 1)Hand practice(Istimna) karna kisi bhi zarie se ho haram he. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Masla # 462 pg # 253) 2)shadi na karnay ki wajah say aap fail e haram may mubtila ho rahay hain is lye aap pr wajib hay k shadi karain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2407 ) 3)Mard ko chahae k jis aurat se shadi karna chahta he os me on sifaat aur khososiyaat ko pesh e nazar rakhay jo aik misali khatoon me honi chahae jo pak daman, shareef ul asal aur naik ho aur dunyavi aur ukravi muamilaat me sohar ki madad gar sabit ho. Mard k lie ye munasib nahi he k biwi k intikhab me is ka metmae nazar sirf is ka zaaheri husn o Jamaal aur maal o dulat ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 386 pg # 232). Note: Agar aap ki is baat cheet ki wajah se fasaad ka khof ho to baat karna jaiz nahi he. (Ref : A.Sistani, mujtahid se poochay gae sawalat, hisa 3, ques no: 139.)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.