Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Salam, Sir mera swal ye hy k agar ko bimar ho roza na rkh sky tow kia koi us k liay roza rkh skta hy agar han tow kaisy? 
Answer Agar koe shaks kisi uzr( beemari) ki wajah se ramzan main rozay nah rakhay or ramzan k baad oska uzr door ho jay or wo aaindah ramzan tak amadan rozo ki qaza nah bja lay tu zarori hay k rozo ki qaza karay or har din k liay aik mud( 750gm) ta,aam bhi faqeer e shar,e ko day.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1676) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Note : zinda shaks ka roza koe dosra shakhs nahi rakh sakta hay.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.