Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name About discharge 
Question Assalamo alaykum janab mera sawal ye he k me jab humbistari karta hu to jaldi discharge ho jata hu long time humbistari karne ka rooha 
Answer Aik shaks ne Imam a.s ke kidmat main Arz kia k main chahata hon k Jinse lazzat se bahut ziada luft uthaon lakin aisa nahe hota muje koe aisa tariqa bataye jis se mere tamana pori ho jaye,Imam a.s ne farmaya!Sufiad Piyaaz kat kar Geeh main tal lo es k bad aik bartan main Anda Daal kar thora sa namak cherak lo or phir Andey ko surkh ke hoe Piyaaz main dal kar do or kuch deer pakne do ye Gaza khane se tumhain jinse Qoowat hasil ho jaye ge, os shaks ka kehna hai k main ne Imam a.s k kehne k mutabiq Aamal kia or os ghiza ke barkat se apni dile muraad ko pa liya. (Ref : (Ref : Kitab Tib-e-islami Pg # 54). (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaay)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.