Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sestani 
Question AOA,ayam e Ramdhan mey husband & wife humbistari kertay hain aur neyat karain kay sehree say peghlay gusal etc. Laikin, neend ka galba honay ke waja say sehree may nahe uth sakhe aur jub uthay to waqt-e-sahar guzray 2 ghantay ho chukee thay, phir wo foree gusal kerlain aur khana turq kerain to ye roza sahee mana jaee ga? Jazakallah. 
Answer Agar kohe sharks ramzan ki kise raat junub (ghusal janabat wajib )ho aur yaqeen ya itmenaan rakhta ho k agar sogaya to subah ki aazaan se phele bedaar ho jaay ga aur is ka musmam irada ho k bedaar hone k baad ghusal kare ga aur is irade k sath so jay aur aazaan tak sota rahe to is ka roza sahe hai . (ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla #1600) )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.