Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question muje ye janna ha k kya biwi k sath kiss or romance krne ka sawaab milta ha? 
Answer Shriat e Islam k usool o qwaneen k mutabiq zandigi basar krnay walay sachay muslam ka aik aik qadam aur aik aik fail(kaam) ajr o sawab ka sabab hota hai. jis mai zandigi k tamaam kaam k sath sath aurat aur mard ki hambistri bhi hai. Is mai bhi shriat e islam nai taqadus ka rang bhar dia hai. Rasool e Khuda S.A.W.W. ka irshad hai “Tum log jo apni biwi k pas jatay ho ye bhi ajr hai. sahaba nai poucha ya Rasool Allah S.A.W.W. ham mai sai koi shakhs apni khowaish puri krta hai to is mai kia is ko ajr milay ga? Aap S.A.W.W nai farmaya thumara kia khayl hai, agar wo apni khowaish haram tareeqay sai puri karay to gunah ho gay a nhi? Sahaba nai jawab dia han , gunah ho ga. To aap S.A.W.W nai farmaya isi terh jab wo halal tareeqay sai apni khowish puri karay to is sai ajar milay ga.” (ref : Kitab Islam aur jinsiat pg # 126) .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.