Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalamualaikum,Hazrat mein ek larki se bahut muhabbat karta hoon pichle saat salon se lekin woh mujhe nahein chahti.kya mein use taweez ke asar se apni taraf maa-il karke shadi kar loon yeh jaaiz hai ya nahein..aur mujhe use pane ka sahi tareeqa batayen jo jaiz ho. 
Answer 1)Jina e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai mubtila honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) 2)Hazrat Imam jaffar e sadiq a.s. farmatay hain k jo surah e taha ko likh kar sabz rashmi kapray mai lepait kar apnay pas rakhay aur shadi k qasad say kisi k pas jae to osi nakaam nahi lotna paray ga aur wo shadi ho kar rehay gi. (Ref : Dunya aur aakhirat ki 100 perashanion ka hal pg # 18) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.