Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aghai sistani 
Question Assalamalaikum.my sister lives in norway n they hav to keep roza for 21 hours which is too difficult for her.esi jagahon me jahan din bahut lambe ho to kya hukam hai?jazakallah 
Answer Agar koi musalman aise mulk(county) me re raha ho jaha din 23 hours ka aur raat 1hours ki ya is ka asks ho to is per wajib hai k agar qudrat rakhta ho to ramzan k roze rake aur agar qudrat na rakhta ho to ramzan ka roza saqit hai aur agar baad me qaza baja lana mumkin ho, agarchah is k lie dosray mulk jana peray to lazmi tour par qaza baja lay aur agar qaza baja lana mumkin na ho to fi roza fidia (750 gm aata ,gundum)(sherie faqeer) ko dain. (Ref : Aqa sistani d.b. jaded fiqhi masail masla # 103, pg # 88) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.