Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Kia gair syed k lie jaiz hai k wo apna mustahabb sadqa, kaffara, fidia ya rad e mazalim ki raqm kisi faqeer syed ko dai. Ya is ka hokum fitray wala hokum hai. Aur is mai qanoon kia hai? 
Answer Ghair syed k liay syed ko mustahab sadqa daina jaiz hay laikin ehtiyat e wajib ki bina par ye jaiz nahi hai k bala o musibat door kerne k liay nikaali janay wali choti miqdaar ka sadqa bhi kisi syed ko dia jaey.Haan, wajib zakat maslan fitra dena jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat, Ayat Ullah Seestani(d.b), part # 3, Mafhoom e ques # 104, pg # 52). Update on dated 15-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.