Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mushtzani haram hay hawala de kar batao quraan or hadees ki roshni mei khud se baat mat banana i want proove bhai really gumrah na karo mushtzani haram hay sabit kardo bs 
Answer 1)Surah e mominoon ki ayat # 5 mai hai k Sahib e eman wo hai k jo apni sharmgahoo ki hifazat krnay walay hain. Ye ayat ishara hai k zauja aur kaneez k alaea shewat ka koi rasta jaiz nhi isi lie Imam Jaffar e Sadiq a.s nai is ayat k hawalay sai khud kari(hand practice) ko haram qarar dia hai agar chahe roohul bayan(kitab ka nam hai) k mutabiq hanafi aur hambili fiqh mai ye amal jaiz hai. (Ref : Anwar e Quran Allama Zeeshan Haider Jawadi pg # 716) 2) Hand practice(kise tariqe se mani kharij) karna haram hai..(Ref : jaded fiqhi masail aqa sistani d.b. pg no. 253 masla #462) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.