Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khoie 
Question Does Allah make pairs for marriage before birth or He has given us the choice of marrying someone suitable.In other words is it really a fact that marriages are made in heaven even before a person is born?  
Answer islam ne shadi ke maamale me insan ko apani pasand or napasand ka pura ikhteyar daya he. or shariee hudud ka khiyal rakhte hue ladke or ladki ko ek dusare ko dekhane ki bhi ejazat di he. ye jumala jo kaha jata he ke jode asmaano par bante hain is ka hargiz ye matlab nahi he ke Allah ne insan ko majboor kar daya he. balke is se murad yeh le sakte hain ke shadi ke baad jo do insano ka rishta qaim hota he wo parwardigar ke pehle se maloom hota he. .Update on dated 18-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.