Answer |
Shadi k baad biwi sai hambistri ki jati hai na k zina aur jab biwi hamila ho jae to mustahabb hai k jima krnay sai pehlay wazoo kia jae. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 ) Is k alawa chand ayyam mai jima krna haram hai os mai sai aik ye hai k jab aurat haiz ki halat mai ho to os sai jima krna haram hai aur is k alawa bacha paida honay k 10 din tk jo khoon ata hai os mai jima krna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448,504) .Update on dated 16-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |