Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Kya mai apni biwi k sath rozzana hambistari kar sakhta hun? 
Answer Waisay to jab bhi chahay mard apni biwi k sath jima kr sakta hai magar kuch ayym aurat pr aisay aatay hain jis mai apni aurat sai jima krna haram ho jata hai. un mai sai aik haiz hai, Halat e haiz mai jima krna mard aur aurat donoo k lie haram hai. aut dosra nifas hai yani bacha paida honay k 10 din tk jo khoon aurat ko ata hai os mai jima krna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448, 504) .Update on dated 14-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.