Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Seestani  
Question agr aurat ne ghusal janabt nhi kya ar haiz shuro hojata h fr haiz m giusal janabt hosakta h 
Answer Ghusl e janabat wajib namaz aur is jaisi doosri ibadatoo ko anjam denay k lie wajib ho jata hai. lehaza agar mujnib honay k baad koi bhi wajib ibadat ka waqt phounch gya ho to ghusl krna wajib ho jae ga laikin agar janabat k foran baad haiz aa jae tab bhi ghusl janabat alag wajib ho ga aur ghusl e haiz alag wajib ho ga albetta haiz sai pak honay k baad in donoo ghusloo ko aik hi ghusl mai bhi kia ja sakta hai yani donoo ki niyat karain aur aik ghusl anjam dain. Aur haiz sai pak honay sai pehlay bhi ghusl e janabat kia ja sakta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 356-456)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.