Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agr bivi apne shohar ke bolane par humbistari ko nahi ati hai to os ke liye kya hukum 
Answer 1)Jis aurat ka daimi nikah hua ho os k lie zarori(wajib) hai k jab bhi shohar os say jinsi lazzat(sex) hasil krna chahay tu oski khahish pori karay or shar’e uzr(any Islamic reson,i.e:in periods) k baghair shohar ko hambistari say nah rokay. 2)Agar koi aurat hambistri aur jinsi lazzat k silsile me shohar ki khowish puri na karay to shohar us ki roti , kapray aur makan ka zimadar nahi hai. Agar chahe wo shohar k pas hi rahay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2376-77). .Update on dated 10-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.