Question |
salam muja app se ya poochna hai k mai ek larkay se bohat pyaar karty hoon aur wo bhi mujse par wo larka sunni ha..wo muja be inteha chata hai..kahta hai agr tumse shadi na huyi to mai marjaaongaa sirftum meri ho..mai bhi usse shadi karna chaty hoon wo kahta hai shadi k baad tum shia hi rahnaa app batao kia ya shadi hosakty ha kuch log bhi to sunni mai gaye hai mera naam plz app show nahi karna plzz mai kai karoon muja kuch samjh nahi ata meri mushkil asan karay..wo kahata hai k hum muslaman hai sirf na koi shiana koi sunii? muja app jawab do plzzz |