Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Muamilaat 
Question Assalamoalaikum.. Sir mera question ye hai kya ladki log period(mense) jitna din chalega utna din Quran pak k ayat padh sakta hai? Pls pls give my ans. As soon as possible  
Answer 1)Quran Majeed ki wo Ayaat Jin k Perhnay sai sajda karna wajib ho jata hai un Ayaat ko halat haiz main parhna haram hay. wo Ayaat Sora Sajda Ayat No.15,Sora Fussilat Ayat No.37,Sora Wan-najam Ayat No.62,Sora Alaq Ayat No.19 hain. Iskay Alawa Quran ko parhna, Saath rakhna,Iskay hashiay ko Choona aur tehreer k darmiyani hisso ko chona baaz mujtahid k qaul k mutabiq makhrooh hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 467) 2)haa’iz k lie mustahabb hai k namaz k waqt apnay aap ko khoon sai paak kray aur wazoo kray aur agar wazoo na kar sakay to tayammum kray aur namaz ki jigha par qibla rukh ho kar zikr, dua aur salwaat mai mashgool ho jae. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.