Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Shadi 
Question Assalam o Alaikum muje 1 hadees chahye k shadi se pahle piyar karna haram hai ya halal hai es k mutalik koi hadees or biyan hai to plz muje un k link send karian  
Answer Kisi bhi gair ekhtiri amal par shriat koi hokum nhi lagati hai laikin yad rahay, shriat kisi bhi aisay irtebat ki khabi ijazat nhi deti jo inhay haram ki taraf lai janay wala ho. Is k alawa shadi sai pehlay mangetar sai aam mamool ki baat cheet krna jis k andar koi shawat angaiz baat na ho, koi haraj nahi hai laikin is mai bhi shrt hai k is sai koi jinsi lazzat hasil na ho aur na hi haram mai parnay ka dar ho . (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 137,pg # 65)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.