Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question Assalam O Alaikum, Roza kin kin cheezon se toot jata hai? 2). Mere dantoon (teeth) se aksar khoon (blood) nikalta hai khasoosan jab so kar uthta hoon.. To main roza kaisy rakhoon.. jab dantoon per ungli lagy tab bhe khoon nikalta hai.. aise soorat mein mujhy kia kerna chaheye? please reply as soon as possible 
Answer w.s., munh se khoon niklane se roza batil nahin hota lekin yeh wajib he k khoon ko halq tak na phonchne de. (ref: istiftaat k jawabat part: ibadat Aytullah Khamnaie (d.b.) q.759) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.