Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Roze main Fajar ki namaz ke baad agar koi cheez hichqi ke saath halaq main aa jae aur pata na ho ke thook hai ya kuch aur wo chiz halaq se utar ne se pehle pata chal jae ke wo thook nahi hai aur wo cheez halaq main atak jai pura din halaq main atki rahe iftaar tak aur iftaar ke baad pani ke saath uter jae to kya roza theek hai? 
Answer bismehi taala, aap ka roza saheeh he (ref: tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masaala no.1658) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.