Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question a0a.. Sir meri umar 18 saal hai..me aik co educati0nal insitute me parhta hn.mje aik ladki apni taraf attract krti hai.uska khayal mery zehan me rehta hai.me jab uski ankhon me daikhta hn to kho jata hn..mje us se koi physical garz nhi hai.kia me gunah ka murkatib hn?  
Answer Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. 1)University me co education: Agar gunnah aaloud nigahoo ka tabadla nah ho aur haram may mubtila honay ka khoof nah ho to koe haraj nahi. (Ref : nigah aur libas ques # 92 pg # 63). 2)Jins e mukhalif se dosti kerna (mohabbat) jaiz nahi koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. (Ref : kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 3)Na mehram aurat ka jism dekhna aur isi terah in k baloo ko dekhna chahae lazzat k iraday sai ho ya is k bagair, haram mai mubtila honay ka khof ho ya na ho, haram hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2397) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.