Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question sir jee mujhe rozay ma ahtlam parh gaya ma ab kaya karoo 
Answer bismehi taala, agar koi shakhs mahe ramzan me subah ki azan k baad jage aur yeh dekhe k use ehtalam ho gaya he to agar-che use maloom ho k yeh ehtelam azan se pehle huwa he us ka roza saheeh he. (ref: tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masaala no.1642)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.