Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agr koi larki nekah k bad and rukhsati se phly apny husband se rujuh kr ly tu kya us ka yh amal gunah ha? 
Answer 1)Sigha nikah k zaria mard aurat per aur aurat mard per halal ho jate hai(yani mian biwi wale taluqat qaim ker sakte hai) .(nikah k baad rukhsati hona zaroori nahi hai). (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) before Masla # 2328) 2)Agar Riwaj yahi ho k jab tak rukhsati nahe hoti is waqt tak larki apnay aap ko apnay shohar k lie paish nahi karti, is tarah sai k ise aik zimne shart samja jata ho to phir aurat k lie nikah k bad rukhsati se phelay shohar k lie apne aap ko paish karna wajib nahi hai.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 149, pg # 72).Update on dated 07-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.