Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Grand ayatullah Hazrat Ali Sistani 
Question Salamu alaikum. me filhal single hu laikin aik larki se rishty ki bat ho ri he or mera pora yaqeen b he ki isi se hi shadi hogi is yaqeen ki bina per hum dono ne aik dusrey ko touch (kissing) kia he, kia is ka gunah he? hamen aisa krney se ruk jana chahye? or hum baten b krty hen phon pe,, hamarey liye kia hukum he? 
Answer 1)Mangetar na mehram hai os sai aam mamool ki baat cheet krna jis k andar koi shawat angaiz baat na ho, koi haraj nahi hai laikin is mai bhi shrt hai k is sai koi jinsi lazzat hasil na ho aur na hi haram mai parnay ka dar ho. .(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 137,pg # 65)2)Na mehram k sath jinsi lams beghair intercourse k zina nahi hai laikin haram hai. (Ref : Kitab Nigah aur libas pg # 70) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.