Answer |
1)Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253)
2)Quran Kareem ki surah e inam surah # 7, ki ayat # 164 mai khuda ka irshad hai k “aur jo nafs jo kuch bhi karay ga os ka wabal osi k zimay ho ga koi aur nafs dosray ka bojh nahi uthay ga” .
(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|