Answer |
Periods k dinoo mai aurat un abadatoo ko anjam dai sakti hai jin k lie wazoo, ghusl ya tayammum krna zaroori nhi hai. yani aap in dinoo mai asma e ilahi ka wird kar sakti hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448) note : Periods k doran wazifay par amal kia ja sakta hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |