Answer |
Note : Is website pr fiqahe jafria k mutabiq jawab dia jata hai
Mani nikalny sy insan par gusal wajib hojata hai chahay mani kam ho ya ziada aur nend mai nikli ho ya jaghtay hue, gusal e janabat wajib hai laikin agar aap k lie pani ka istemal aisay haraj aur mushaqat ka sabab banay jo aam tor par bardasht nahi kia jata to aap tayammum kar k namaz parh saktay hain.(Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah # 344, 663)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|