Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ghusal 
Question salam ,mulana sahib ma na juma ki namaz sa pehli ghusal ki pir ma na namaz pari juma ki salatu tsbih pi pari mulana sahib pir jub ma bathroom used kar rahi thi tu ma na tu toilat paper sa jub khud ko pak kar rahi thi ma tora khoon deeka mere dil ma shaq par gaya ka dobara ghusal karoongi, kaya dobara ghusal ki zaroorat ha its happened to me many times before, kaya mere ebadaat sahi thi juma ki namaz, pir na aur namaz nahi pari socha ghsal ki bad parongi, khoon mere kapro per nahilagtha i clean my self after seven days after period,  
Answer Haiz ka ghusl osi waqt sahi ho ga jab haiz ka khoon ana band ho jae ga. aur agar ghusl karnay k bad khoon dekhay to dubara ghusl karna ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 432-497)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.