Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name AYATULLAH SISTANI 
Question salam my question is dua ahad ko 40 days tak perhna chaiye subah kay waqt. ladies kay ayam heiz mein aurat ke kiya zemadari hein aya woh subah fajr kay waqt dua perhe ya din kay kisse bhee waqt mein woh dua perh sakte hein.?  
Answer Aurat k leye halat haiz me quran majeed bhi parhna jaiz hai aur Haaiz k lie mustahab hai k namaz k waqt apnay aap ko khoon sai pak karay aur cotton aur kapra change karay aur wazoo karay aur agar wazoo na kar sakay to tayammum karay aur namaz ki jigha par qibla rukh ho kar zikr, dua aur salawat mai mashgool ho jae. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 466-7)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.