Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question agr koi larki apni shahwani khawishat k pora krny k liay apny badan ko choey ya shahwat wali videos dekhy to kia yeh zana hy islaam ki roo sy? or us k taib hony ki koi surat hy agr wo apny gunahoon ki maafi chahy to us k liay islaam men kia hukam hy? 
Answer 1)Aurat k lie apni sharam gaah ko itna cherna jaiz nahi he k is ki lazzat urooj tak pounch jey aur usay inzaal ho jay aur agar us se is ki lazzat urooj tak pounch jay aur us ka behna wala mawad kharij ho jay to is per ghusl wajib ho ga.or gunah ki tauba wajib hogi (Ref : Jaded Faqhi Masayl Masla # 506 pg # 266). 2) Ethiat e wajib ki bina per fehash filmoo aur tasviroon ko dekhna haram he, agarchah haram main perhnay ka shak nah ho aur lazzat k bagair dekha jaay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.