Answer |
Aurat na mehram mard k samnay chehra aur kalai tk hath khulay rakh sakti hai laikin is surat mai k haram mai mubtila honay ka khof na ho ya kisi mard ko hath aur chehra dekhana haram mai mubtila karnay k iraday sai na ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2399) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |