Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question meray mujtahid nay cards khelnay par (kisi maal k bagair) ehtiyat e wajib lagya hay to kia main cards khel sakta hu ? agar han to plz kis fal alam k mutabik ?  
Answer Ager apne Mujtahid ke hokum per amal karna chahte hain to nahi khel sakte, or ager Ehtiyaat e Wajib ki waja se Fala Aalam ki taraf ruju karna chahte hain to us Mujtahid ka fatwa maloom karain jo ap ke nazdeek ap ke Mujtahid ke baad Aalam ho, masalan baaz Ayat ul Allah Sistani ke baad Ayat ul Allah Waheed Kurasani ko Aalam maante hain to apk nazdeek jo fal-aalam hai uske masle ko dekhen phir usi per amal kren.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 06 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.