Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name nai pata 
Question mi ni kafi logun si suna hy ke muth marna galat hy. jum is topic par bat hoti hy tu kuch is ke haq mi hoty hein aur kuch is ke khilaf is ke karny si kaya gonah hota hy??aur iss sy bacha kasy jasakta hy 
Answer Ye Haraam o Guhnaah e Kabeera main se hai, or or jo shakhs ayse kamon men mubtala ho raha ho us per shadi krna wajib hai.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009) , (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 2407). Note Or shadi ke baad is ki waja se kin kin kamzoriyoon ka samina karna pharta hai is ki malomaat ke liye Doctor se maloom karain.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.