Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question Plz plz plz reply 1)agr koe na mehrum ksi ke maa,behn ko chery uske sza? 2)agr na mehrum mard or orut na jaiz taluq rakhein zna k ilawa,unke sza? 3)dushman Ali ke madad ya whabi ke madad krna jaiz ha? 4)ksi asy muslman ke madad jaiz ha jis k bary ma yaqeen ho ye iska ghalt istmal kry ga? 
Answer 1,2) saza ka talluq Islami hokomat main Hakim e Shara ke hokum se hai.(Ref ; Sistani.org , topic # qisaas). 3)Kisi bhi surat men jaiz nahi hai.(Ref : aqa sistani,Jadeed masail , part # 3 , pg # 64 , eidition # 5). 4) Ager yaqeen ho ke ye is ka haraam istamaal kare ga to is musalmaan ki madad karna jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2 , sawaal # 158 , pg # 69 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.