Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question napaki k halat ma shabe kadar ma kia parhe ?qurani suraten parh sakty hen 
Answer Quran Majeed ki wo Ayaat Jin k Perhnay say sajda karna wajib ho jata hay un Ayaat ka halat e jabat or halat haiz or nifaas main parhna haraam hay.Jaisay Sora Sajda Ayat No.15,Sora Fussilat Ayat No.37,Sora Wannajm Ayat No.62,Sora Alaq Ayat No.19.Iskay Alawa Quran ko Saath rakhna,Iskay hashiye ko Choona aur tehreer k darmiyani hisso ko chona makhrooh hay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 467 & Minhaaj us Saliheen(A.Sistani) Masala No.235.) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.