Answer |
Aurat ka haiz sai pak ho janay k baad namaz parhna wajib ho jati hai. Aur jo namazain is nai haiz ki halat mai na parhi hon in ki qaza nahi hoti hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 456-59)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |