Answer |
Wo liquid k qatray jo kbhi kbhi shehwat(sex intentions) ubharnay par merd k peshaab k maqam sy nikaltay hain usay mazee kehtay hain aur wo paak hain,aur us par gusal bhi krna wajib nahi. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #70). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |