Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AS SALAM ALIKUM. Mera suwaal yeh hai keh aaj kal loog REIKI HEALING sekhte hain kia REIKI HEALING islam mein jaiz hai? Is main koi shirk tu shamil nahi hay? juwab juld dejiye ga Allah Hafiz. 
Answer Wssalam o alykum, ager is main Shariat e Muqaddasa ki hudood ki pabandi ki jaae to koi harj nahi hai masalan ham-jins kar rahe hon or dono ik dosre ki na sharam gaah ko deekh rahe hon or na hi chhoo rahe hon or na hi lazzat ki niyat ho or na hi haraam main pharne ka koof ho to harj nhi hai albatta jinse mukhalif se jaaiz hi nahi hai, isi tarah masalan ik shakhs apni mehram ke sath reiki healing kar raha ho lekin dono ki niyat sahi ho or haraam main pharne ka imkaan bhi na ho to koi harj nahi hai. (Ref : nigaah o lebaas , {baab # 1 , sawaal #25 , pg # 33} , {baab # 04 , sawaal no # 114 , pg # 71} , Allah Taala hi tofiqaat main izafa karne wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.