Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Asalam u alikum ::Mere nani kafi old hain or roza nahi rakh sakte un ko kiaa karna hoga koi kafara hai to bataen? 
Answer Jo shakhs burhape ki wajah se roza na rakh sakhta ho os per roza wajib nahi he. Or agar roza rakh sakta ho laikin roza rakhna shaded takleef ka sabab ho tu aisi sorat main bhi roza rakhna wajib nahi hay laikin is sorat main zarori hay k rozay k aywaz aik mud( ¾ kg) ta,aam(khana) yani gandum ya jow ya roti ya is jaisi milti julti koe cheez day. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1696) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.