Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name panjim 
Question Asslam waleikum, ham ek dusre se bahut pyar karte hai, dono ek hi cast hai musalman hai, 10yrs ho gaye relation ko, hamare bich physical puri tarha se ho gaya hai, lekin unki family unki shadi kahi aur karawa rahi hai aur ye taiyar bhi hai, mene kaha ke mujhse chupke se to nikah karlo kisiiko nahi batayeinge aur fir tum kisi aur se shadi karlena par ye bolte hai ke pehle wo family ki pasand se nikah karenge uske baad mujhse karenge, mene kya karna chahiye jaha tak mujhe pata hai nikah karna sunnat hai, agar dil se mohabbat karte ho to kya nikah karna zaroori hai? aise me mene kya karna chahiye?  
Answer 1)Jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahi koun k gunah mai mubtilla hone ka khof majood hai. ( Ref : Kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). 2)kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.