Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name seestaani 
Question mai married hun nd mene apni wife ki sharamgaah ko suck kiya kaafi baar or us mai jo fluid nikalta tha wo bhi pi liya per mujhe pata nh tha k wo nh piya jaata ab nahi peeta per pehle pee liya wo anjaane mai piya to kya uska gunaah milega mujhe?? or kyu k wo fluid na paak hota hai or wo mene piya to kya mai ghusl krne se paak hogaya???? 
Answer 1)Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain, magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15) 2)Sachay dil se toba karain. Parverdigar ne quran majeed me wada kia he k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karey. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) .Update on dated 03-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.