Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question meri wife pregnant thi 7 1/2 month me baby ki deth hogai wo ab roze nahi rakh sakti to usko kaza kazakrne honge-or kiya orat azaan desakti he ghar me  
Answer 1) Agar koe shaks beemari ki wajah se ramzan k rozay nah rakhsakay tu os ko chahiay k agalay ramzan se pehlay in rozo ki qaza rakh lay or agar ramzan k baad majbori k door honay k baad or aglay ramzan tak jaan bojh ker rozo ki qaza nah baja laay tu zarori hay k rozo k qaza karay or her din k liay 1 mud(750gm) khana bhi faqeer ko day.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah# 1676). 2) Har mard aur aurat k lie mustahab he k rozana ki wajib namazoo se pahle azan aur aqamat kahey. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 903) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.