Answer |
Jab dulhan dulhay k ghar mai aye to chaheay k donoo wazoo kar k 2 rakat namaz ada karain aur shab e zafaf ki niyat Karin aur fajar ki terah namaz ada karain is k baad khuda ki hamd karain aur Muhammad o Aal e Muhammad s.a.w.w. par durood bejhain. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3, masla # 4).Update on dated 03-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |